Kabhi kabhi scorecard dekh ke hi samajh aa jata hai ki match kis taraf gaya hoga… aur yaha bhi wahi scene tha. 254 ka total, matlab seedha pressure. Aur phir bhi jo interesting tha na, wo ye ki Lucknow ne start bura nahi kiya. Lekin match dheere dheere haath se nikal gaya… bilkul feel aata raha.